Khuli Khuli Julfo Ko Bandh Bhi Lo
MS

Khuli Khuli Julfo Ko Bandh Bhi Lo lyrics

GenreClassico
Duration2:16
Original languageMS
Views157
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Khuli khuli julfo ko bandh bhi lo ho jaye naa dooniya me sham kahi yu naa dekho, yu naa dekho tum mujhko ho jaye naa ham badnam kahi aankhe kyon jhukane lagi hain, aanchal kyon dhal jata hai kuchh toh batao ai jadugar, yeh jadu kyon chal jata hai bholi, bholi, bholi bate chhod bhi do ho jaye naa bate yeh aam kahi, yu naa dekho jam churakar inn aankho ke aaj nashe me chur hu mai chor nahi mai jane tamanna aadat se majbur hu mai chori, chori, chori ki yeh bat karo naa aa jaye naa koyi iljam kahi, khuli khuli julfo jan tumhare bas me kar di dil najarana de dala tum bhi sanam kya yad karoge, hamne kya kya de dala ai ji ham pe naa ehsan karo, ho jaye naa ham nilam kahi yu naa dekho

More from Mukesh

Mukesh →

Related lyrics