Ooncha
MS

Ooncha lyrics

GenrePop
Duration4:42
Original languageMS
Views258
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Ooncha hoon main, girna Nahi chahta Chahay mann jalay, ya tann jal jayay Oonchee meree dunya aur yeh khyaal Keh jalay jo koee, to meree hi balaa se Oonchi zameen, uss peh oonchay makaan Aur oonchay hain log; oonchay khayaal… Par neecha hai dil, aur neecha imaan Aur neecha zameer; Uss pe oonchee yeh shaan! Yeh shaan… Buhat oonchee hai Aur mein pareshaan Keh dil hai, kyoon bejaan? Rotee meree aankhein Dil bhar aaya Ab zindagee hai kahaan? Aur dil ki lagee… Paoon mein kahan? Ho rabba koi na meray dil diyaan qadraan pachaanay Mein sawaali jidda naeen koi sawaal Mein jogan ban dar dar phirdee, ai meriyan ramzaan pachaanay Mein jogan ranjhan di ai chal meray naal…

More from Noori

Noori →

Related lyrics