Mausam Ye Pukaare Masti Mein Lekar Matavaale
MS

Letra de Mausam Ye Pukaare Masti Mein Lekar Matavaale

GêneroInstrumental
Duração4:10
Idioma originalMS
Visualizações498
AaLeitura
Tamanho 18

Letra original

MS
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
mausam ye pukaare, masti mein lekar, matavaale dil ka kaaravaan sar pe hai hamaare, chaahat ka aanchal, kadamon ke niche aasamaan mausam ye pukaare (tan ko udaayein hava matavaali dil ko chhuune hai ghata kaali kaali) - 2 ritu beqaraar beqaraar hai shama mausam ye pukaare, masti mein lekar, matavaale dil ka kaaravaan sar pe hai hamaare, chaahat ka aanchal, kadamon ke niche aasamaan mausam ye pukaare (din hai ki raat ye kaun bataaye zinda rahe teri palkon ke saaye) - 2 sochenge phir kabhi hai zindagi kahaan mausam ye pukaare, masti mein lekar, matavaale dil ka kaaravaan sar pe hai hamaare, chaahat ka aanchal, kadamon ke niche aasamaan mausam ye pukaare

Mais de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Letras relacionadas