Jab tujhe maine dekha
SQ

Letra de Jab tujhe maine dekha

GêneroWorld Music
Duração5:05
Idioma originalSQ
Visualizações375
AaLeitura
Tamanho 18

Letra original

SQ
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
--FEMALE-- La la la la, la la la La la la la, la la la, aah aah --MALE-- (Jab tujhe maine dekha nahin tha Is tarah maine socha nahin tha) - 2 Koi bhi kuch bhi aisa nahin tha Koi bhi tere jaisa nahin tha Jab tujhe maine dekha to jaana Khoobsurat hai kitna zamaana - 2 Jab tujhe maine dekha nahin tha Is tarah maine socha nahin tha Koi bhi kuch bhi aisa nahin tha Koi bhi tere jaisa nahin tha Jab tujhe maine dekha to jaana Khoobsurat hai kitna zamaana - 2 --FEMALE-- La la la la, la la la La la la la, la la la, aah aah --MALE-- (Yeh hi shaher tha, gulsitaa tha Yeh hi phool the, yeh samaa tha) - 2 Kayi baar guzra main yahan se Par mera dil na jaane kahan tha Jab tujhe maine dekha to jaana Uff yeh mausam hai kitna suhaana - 2 --FEMALE-- (Zindagi ki ya koi paheli Haan yeh raahein thi kitni akeli) - 2 Main yunhi chali jaa rahi thi Door manzil nazar aa rahi thi Jab tujhe maine dekha to jaana Bas kahin ab nahin mujhko jaana Haan, bas kahin ab nahin mujhko jaana --MALE-- Jab tujhe maine dekha nahin tha --FEMALE-- Is tarah maine socha nahin tha --MALE-- Koi bhi kuch bhi aisa nahin tha --FEMALE-- Koi bhi tere jaisa nahin tha --MALE-- Jab tujhe maine dekha to jaana Khoobsurat hai kitna zamaana --FEMALE-- Aah, khoobsurat hai kitna zamaana --MALE-- Uff yeh mausam hai kitna suhaana --FEMALE-- Haan, bas kahin ab nahin mujhko jaana

Mais de Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

Letras relacionadas