Dilbar Ki Aankhon Ka (feat. Jigar Saraiya)
SO

Dilbar Ki Aankhon Ka (feat. Jigar Saraiya) lyrics

GenreTrap
Original languageSO
Views31
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

SO
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Haan dilbar ki aankhon ka deedar na kiya Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya Na kiya na kiya Jisne pyaar na kiya Kya kiya kya kiya Kya kiya jisne pyaar na kiya Aankhon ko aankhon se Kisi ki chaar na kiya Kya khaak woh jiya jisne Pyaar na kiya Pyaar saccha agar chahiye Toh dua mein asar chahiye Pyaar saccha agar chahiye Toh dua mein asar chahiye Buzdilon ka nahi kaam yeh Pyaar mein toh jigar chahiye Ishq hua par khulke izhaar na kiya Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya Na kiya Na kiya jisne pyaar na kiya Kya kiya kya kiya Kya kiya jisne pyaar na kiya

More from Rashmeet Kaur

Rashmeet Kaur →

Related lyrics