Mehfuz Ishq Tera Hai Dil Mein Iss Tarah
MS

Текст песни Mehfuz Ishq Tera Hai Dil Mein Iss Tarah

ЖанрWorld Music
Длительность6:29
Язык оригиналаMS
Просмотры227
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

MS
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Mehfuz ishq tera hai dil mein iss tarah aasmaan ki panaahon mein chaand mehfuz hai, khudaaya jis tarah mehfuz ishq tera hai dil mein iss tarah iss tarah ho inn khayaalon ke dehlij pe, hai nishaan tera toh aaj bhi tera hi haq hai har cheej pe, saason mein teri saans hi mehfuz ishq tera hai dil mein iss tarah o hai dil mein iss tarah come on baby to me, i want you me i want to be come by your side jo bhi chaahe tu manjur hai, yeh bata ki tu kyun dur hai hir se paana chaahu tujhe dil bada majbur hai) mehfuz ishq tera hai dil mein iss tarah aasmaan ki panaahon mein, chaand mehfuz hai, khudaaya jis tarah mehfuz ishq tera hai dil mein iss tarah ho o o o. hai dil mein iss tarah hmm hai dil mein iss tarah jaan hai dil mein iss tarah hain dil mein iss tarah iss tara mehfuz iss tarah

Ещё от Adnan Sami

Adnan Sami →

Похожие тексты