Dhadak (feat. Shreya Ghoshal)
MS

Текст песни Dhadak (feat. Shreya Ghoshal)

Длительность4:11
Язык оригиналаMS
Просмотры209
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

MS
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Marhami sa chaand hai tu Diljala sa main andhera Ek dooje ke liye hain Neend meri khwaab tera Tu ghata hai phuhaar ki Main ghadi intezaar ki Apna milna likha issi baras hai na Jo meri manzilon ko jaati hai Tere naam ki koi sadak hai na Jo mere dil ko dil banati hai Tere naam ki koi dhadak hai na Koi Bandhani joda odh ke Baabul ki gali aaun chhod ke Tere hi liye laaungi piya Solah saal ke saawan jod ke Pyar se thamna, dor bareek hai Saat janmon ki yeh pehli tareekh hai Dor ka ek main sira Aur tera hai doosra Jud sake beech mein kayi tadap hai na Jo meri manzilon ko jaati hai Tere naam ki koi sadak hai na Jo mere dil ko dil banati hai Tere naam ki koi dhadak hai na

Ещё от Ajay Gogavale

Ajay Gogavale →

Похожие тексты