Haareya
Хинди

Текст песни Haareya

ЖанрPop
Длительность3:04
Язык оригиналаХинди
Просмотры153
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

HI
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Dekheya main chaand dekheya Nooran waale sitaare dekheya Par tere jaisa na koi dekheya main Lagta hai nigaahon mein teri Bin doobe rehna hi nahi Mujhe ishq yeh karne se Ab koi bhi na rok sakeya O haareya main dil haareya O haareya main dil haareya O haareya main dil haareya Main haara tujhpe o O hareya main dil hareya O hareya main dil hareya O hareya main dil hareya Main haara tujhpe Main haara tujhpe o Mmm Mmm Khuli aankhon se dekha woh Haseen khwab hai tu Dil mein jo utar jaaye woh Pyaari baat hai tu Tere naam ka nasha nasha hai Zubaan pe chhaa gayaa Iss bekhudi mein doobne se Main khud ko na rok sakeya Dekheya main phool dekheya Khushboo ke nazare dekheya Par tere jaisa na koi dekheya main Lagta hai baahon mein teri Bikhre bin rehna hi nahi Mujhe ishq yeh karne se Ab koi bhi na rok sakeya O haareya main dil haareya O haareya main dil haareya O haareya main dil haareya Main haara tujhpe o Main hareya main dil hareya Ke hareya main dil hareya Lo hareya main dil hareya Main haara tujhpe Main haara tujhpe o Mmm

Ещё от Arijit Singh

Arijit Singh →

Похожие тексты