Aap Yu Hee Agar Ham Se Milte Rahe
GL

Текст песни Aap Yu Hee Agar Ham Se Milte Rahe

ЖанрPop
Длительность4:43
Язык оригиналаGL
Просмотры512
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

GL
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Aap yu hee agar ham se milte rahe dekhiye ek din pyar ho jayega aisee bate na karo hasin jadugar meraa dil teree aankho me kho jayega pichhe pichhe mere aap aatee hai kyon meree raho me aankhe bichatee hai kyon aap aatee hai kyon kya kahu aap se yeh bhee ek raj hai ek din iska ijhar ho jayega me mohobbat kee raho se anjan hu kya kahun kya karun me pareshan hu hai, pareshan hu aap kee yeh pareshaniya dekh kar meraa dil bhee pareshan ho jayega kaisee jadugaree kee aare jadugar tere chehere se hatthee nahee yeh najar hai meree yeh najar aisee najaro se dekha agar aap ne sharam se rang gulnar ho jayega aap yu hee agar ham se milte rahe dekhiye ek din pyar ho jayega aisee bate na karo hasin jadugar meraa dil teree aankho me kho jayega

Ещё от Asha Bhosle

Asha Bhosle →

Похожие тексты