Kaise Batau Unase Iss Dil Ko
MS

Текст песни Kaise Batau Unase Iss Dil Ko

ЖанрPop
Длительность2:56
Язык оригиналаMS
Просмотры298
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

MS
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Kaise batau unase iss dil ko pyar kyun hai, dil bekarar kyun hai Unako bhula ke unaka abb intzar kyun hai, dil bekarar kyun hai Malum kya tha ansu parada me hain hansi ke Kisko kabar thi yun din badalenge jindgi ke Ik bewafa kee katir beiktiyar kyun hai, dil bekarar kyun hai Unako bhula ke Batalao ai baharo bolo are najaro Mai tumase puchhata hu chup kyun ho ai sitaro Kali hai chandani kyun ujadi bahar kyun hai, dil bekarar kyun hai Unako bhula ke

Ещё от Asha Bhosle

Asha Bhosle →

Похожие тексты