Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai
Итальянский

Текст песни Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai

ЖанрWorld Music
Длительность5:36
Язык оригиналаИтальянский
Просмотры955
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

IT
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai khuda se roz tumko maangta hoon khuda se roz tumko maangta hoon khuda se roz tumko maangta hoon meri chahat ibaadat ho gayi hai meri chahat ibaadat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai woh chehra chaand hai aankhen sitaaren woh chehra chaand hai aankhen sitaaren zameen phoolon ki jannat ho gayi hai zameen phoolon ki jannat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai bahut din se tumhe dekha nahi hai bahut din se tumhe dekha nahi hai bahut din se tumhe dekha nahi hai chale bhi aaon muddat ho gayi hai chale bhi aaon muddat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Ещё от Jagjit Singh

Jagjit Singh →

Похожие тексты