Chocolate Lime Juice
MS

Текст песни Chocolate Lime Juice

ЖанрInstrumental
Длительность4:27
Язык оригиналаMS
Просмотры790
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

MS
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Chocolate lime juice ice cream toffeeyan pehle jaise ab mere shauk hain kahan gudiya khilone meri saheliyan ab mujhe lagti hain sari paheliyan yeh kaun sa mod hai umra ka yeh kaisa deewanapan hai kya janu main kya janu mushkil ho gaya khud ko kaise pehchanu main pehchanu din katta hai kate na ratiyan kisse kahun main yeh sari batiyan gudiya khilone meri saheliyan ab mujhe lagti hain sari paheliyan yeh kaun sa mod hai umra ka man mein tarange uthne lagi hain yeh kaisi, yeh kaisi ab jaisi hoon pehle nahin thi main aisi, main aisi khilne lagi hain raahon mein kaliyan ankhiyan dhoondhe sapnon ki galiyan gudiya khilone meri saheliyan ab mujhe lagti hain sari paheliyan yeh kaun sa mod hai umra ka

Ещё от Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Похожие тексты