An Evening In Paris
Индонезийский

Текст песни An Evening In Paris

ЖанрWorld Music
Длительность4:58
Язык оригиналаИндонезийский
Просмотры142
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

ID
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Aji aisa mauka phir kahan milega Hamare jaisa dil kahan milega Aao tumko dikhlata hun paris ki ek rangeen sham Dekho, dekho, dekho, dekho, dekho An evening in paris Dekho ye pariyon ki toli Meethi, meethi jinki boli Kya, kya dil par rang jamaye Jalwon ki yeh aankh micholi Aji aisa...... Haathon mein haath daaley Phirte hain aashiq niraley Dhoondo yahan tum bhi saathi Mil jaaenge husnwale Aji aisa...... Apne dil ka daaman bhar lo Mar jaaoge pyar karlo Kal ka sapna kisne dekha In rahon se aaj guzarlo Aji aisa......

Ещё от Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

Похожие тексты