Meraa Dil Todane Waale
GL

Текст песни Meraa Dil Todane Waale

ЖанрClassico
Длительность3:23
Язык оригиналаGL
Просмотры214
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

GL
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Meraa dil todane waale mere dil kee duwa lena mitaakar meree duniya ko nayee duniya basa lena mohabbat kee kasam tumako, lagee dil kee bujha lena hamaaree yaad jab aaye toh do aansu baha lena nahee aata wafaao se, hame daaman bacha lena tumhee par jaan de denge kisee din aajama lena meraa dil todane waale mere dil kee duwa lena mohabbat naam hai gham ka, khushee se gham utha lena agar dil ko na chain aaye, toh kuchh ro ro ke ga lena mitaakar meree duniya ko nayee duniya basa lena hamaaree yaad jab aaye toh do aansu baha lena

Ещё от Mukesh

Mukesh →

Похожие тексты