Koi Gaata Main So Jaata
Немецкий

Текст песни Koi Gaata Main So Jaata

ЖанрClassico
Длительность5:02
Язык оригиналаНемецкий
Просмотры350
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

DE
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
koi gaata main so jaata - 2 sansriti ke vistrit saagar mein sapanon ki nauka ke andar dukh sukh ki laharon mein uth gir bahata jaata, main so jaata aankho mein lekar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sar godi mein rakh sahalaata, main so jaata mere jivan ka kaaraajal mere jivan ka haalaahal koi apane svar mein madumay kar doharaata main so jaata koi gaata main so jaata

Ещё от Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

Похожие тексты