Na Hai Zameen Na Aasman
GL

Na Hai Zameen Na Aasman lyrics

GenreWorld Music
Duration5:11
Original languageGL
Views161
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

GL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
sa: ( na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko ) -2 sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain en sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain sa: ik taara vo chalta hai jo, de do mujhe vo nagina a: ab chaand hai bindiya teri, soorat tera aaina sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en a: dhundhle ujaale hain en en, ujle andhere hain en sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en a: dhundhle ujaale hain, ujle andhere hain sa: ye pyaar ke baadal ghane kal ko pighal jaayen to a: sun ai hasin ham vo nahin, ik din badal jaayen jo sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai sa: ( hun hun hun hun a: hun hun ) -2 sa: la la la la la, la-la-la a: ( hun hun hun hun sa: hun hun ) -2 both: la la la la la, la-la-la

More from Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

Related lyrics