Teetli Jaisa Pyar
TN

Teetli Jaisa Pyar lyrics

GenrePop
Duration5:14
Original languageTN
Views70
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

TN
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar Yoon dekho to kitna pyara, Laykin kacchay rangoon wala Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar Dil mera kya chahata hai Tum ko batana naheen... Dil mera kya chahata hai Tum ko batana naheen... Sapnon mein jo ghar bana tha Abb woh sajaana naheen Lafzoon ki shakhoon pe hai aashiyana Laykin kacchay rangoon wala Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar Tum jo meray paas hotay Har baat kehta tumhain... Tum jo meray paas hotay Har baat kehta tumhain... Tum jo meray paas hotay Har baat kehta tumhain... Socha bhee na ho jo tum nay Woh pyar dayta tumhain Rehnay do choro yeh qissa purana Laykin kacchay rangoon wala Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar Yoon dekho to kitna pyara, Laykin kacchay rangoon wala Teetli jaisa pyar tumhara Teetli jaisa pyar..................................

More from Sajjad Ali

Sajjad Ali →

Related lyrics