Paas Aaya Kyon
MS

Paas Aaya Kyon lyrics

Duration5:32
Original languageMS
Views238
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
(jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun) - 3 (kyun Yakin Uth Gaya Dil Se Kahin Wafaaon Ka Pyaar Mehsus Kyun Hone Laga Gunaaho Sa) - 2 Aaya Apane Bich Mein Kisika Saaya Kyun Jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun (tu Ajnabi Ki Tarah Humase Pesh Aata Hai Chand Lamhe Bhi Hamein Tu Na De Paata Hai) - 2 Aisi Kya Hamane Ki Khata, Hame Sataaya Kyun (jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun) - 2

More from Sayeed Qadri

Sayeed Qadri →

Related lyrics