Pyaar Ki Bahaar Le Ke
EO

Pyaar Ki Bahaar Le Ke lyrics

GenreClassico
Duration6:03
Original languageEO
Views286
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

EO
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
pardesiyaa….. o pardesiyaa... pyaar ki bahaar le ke ,dil ka qaraar le ke aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, o pardesiya koi mera dosh hai na koi qasoor hai kyon mere saajana nazron se door hai nazron se door hai nazron mein pyaar le ke, sapanon ke haar le ke aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, o pardesiya kahaan gaye baalama mujh ko bisaar ke yaad karo baalama waa' de who pyaar ke waa' de who pyaar ke gul-o-gulzaar le ke, bagh-o-bahaar le ke aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, o pardesiya pyaar ki bahaar le ke ,dil ka qaraar le ke aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, o pardesiya

More from Shamshad Begum

Shamshad Begum →

Related lyrics