Sun Raha Hai
MS

Sun Raha Hai lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration5:24
Original languageMS
Views4.4K
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Yaara Manzilein ruswa hain Khoya hai raasta Aaye le jaaye Itni si ilteja Ye meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai aa Mujhko iraade de Kasamein de, waade de Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de Dil ko thikaane de naye bahaane de Khabon ki barishon ko mausam ke paimane de Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai naa tu Ro rahi hun main Sun raha hai naa tu Kyun ro raha hun main Kyun ro raha hun main Yaara Waqt bhi thehara hai Kaise kyun ye huaa Kaash tu aise aaye Jaise koi duaa Tu rooh ki raahat hai Tu meri ibaadat hai Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai naa tu Ro rahi hun main Sun raha hai naa tu Kyun ro raha hun main Kyun ro raha hun main

More from Shreya Ghoshal

Shreya Ghoshal →

Related lyrics