Nagada Nagada
MS

Nagada Nagada lyrics

GenrePop
Duration3:48
Original languageMS
Views23.4K
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Rang puredi rang rangili ladki chhaili chhabili usde chanchal nain kataar Are chanchal nain kataar usdaa ruup banaa hathiyaar Uske ruup se katal huye to charchaa shuruu huaa Nagaadaa nagaadaa nagaadaa baajaa Jab bhi woh ladki khidki pe aaye Koi usko dekh mare koi bin dekhe mar jaaye Are guzare gali mohalle se to melaa saa lag jaataa thaa Har ek aashiq id manaataa bhangada paataa thaa Khatam naa hotaa diwaano kaa jab se shuruu huaa Nagaadaa nagaadaa nagaadaa baajaa Are bachpan se uskaa ek diwaanaa thaa Jiskaa paanv gali ke aashiq pare hataanaa thaa Dil se jisko maan rahaa thaa apne dil ki raani woh Aur kisi pe hi yaaro marti thi marjaani woh Ek kahaani khatam to duujaa qissaa shuruu huaa Nagaadaa nagaadaa nagaadaa baajaa Rang puredi rang rangili ladki chhaili chhabili usde chanchal nain kataar Are chanchal nain kataar usdaa ruup banaa hathiyaar Uske ruup se katal huye to charchaa shuruu huaa Nagaadaa nagaadaa nagaadaa baajaa

More from Sonu Nigam

Sonu Nigam →

Related lyrics