Barkha
Hindi

Barkha lyrics

GenreAlternativo Indie
Original languageHindi
Views35
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
aaja re aa barkha re kabse nahi dekha re jhonka hawa ka pukare gam ko baha le ja re pani ki chaon mein boondon ke paon mein bandhe tu jhanjhare ho oo aaja re aa barkha re kabse nahi dekha re jhonka hawa ka pukare gam ko baha le ja re ho ho ho baha ke le jana dukh beete kal ke gehre halke purana dho jana aaja re aa barkha re mithe tu kar din khare teri nazar ko utare kabse nahi dekha re aa aaja barkha bolo kya bolun main na to kya tu tu na ho to main kya bolun tu hai to main hoon aaja re aa barkha re kabse nahi dekha re kabse nahi dekha re aaja re aa barkha re pani ki chaon mein boondon ke paon mein hmm ho oo aaja re aa barkha re jhonka hawa ka pukare gam ko baha le ja re

More from Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

Related lyrics