Dil Mein Jaagi Dhadkan
GL

Dil Mein Jaagi Dhadkan lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration5:13
Original languageGL
Views808
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

GL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
(Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana Kiski nigaahon se) - 2 Badli zameen aasmaan Yeh jahan mujh mein naache gaaye, ghoome jhoome Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana Kiski nigaahon se Koi sapna chhup chhupke saanson mein meri chalta hai Koi apna Koi apna deepak sa raahon mein meri jalta hai Dekhoon sapna Thodi main soun, thodi main jaagoon Jaagoon na soun, lagta hai saara ulta pulta Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana Kiski nigaahon se Baatein dil ki anjaane honton se koi padhta hai Baatein dil ki Seedha sab kuch dekhoon to nazron ko teda lagta hai Seedha sab kuch Chanda dharti par, dharti ambar mein Ambar pairon mein, lagta hai saara ulta pulta Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana Kiski nigaahon se Badli zameen aasmaan Yeh jahan mujh mein naache gaaye, ghoome jhoome La la la la la la la la, la la la la la la la la - 3 Kiski nigaahon se

More from Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

Related lyrics