Sajnaa Ji Vaari Vaari Jaanu Ji Mein
German

Sajnaa Ji Vaari Vaari Jaanu Ji Mein lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration3:29
Original languageGerman
Views484
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

DE
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
(sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2 tu hi to mera sansaar hai aisa mera pyaar hai - 2) - 2 charno mein jo na jagah paanu ji mein 2 to mera jeena hi bekaar hai aisa mera pyaar hai - 2 mera maan hai tu abhimaan hai tu meri pooja hai tu mera dhyaan hai tu tu devata mein pujaaran sanjnaa tujpe mein arpaan tere gungaan hi to gaanu ji mein oh tere gungaan hi to gaanu ji mein tu hi to mera sansaar hai aisa mera pyaar hai - 2 sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2 tu hi to mera sansaar hai aisa mera pyaar hai - 2 o meri dhadkan mein tu meri tan mann mein tu meri saason mein tu mere nainan mein tu tu hai to chamke kajra tu hai to mehke gajra tere bina to na jeene paanu jee mein haan tere bina to na jeene paanu jee mein tu hi to mera sansaar hai aisa mera pyaar hai - 2 sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2 tu hi to mera sansaar hai aisa mera pyaar hai - 2 charno mein jo na jagah paanu ji mein - 2 to mera jeena hi bekaar hai aisa mera pyaar hai - 2

More from Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

Related lyrics