Aadmi Khilona Hain
हिन्दी

Aadmi Khilona Hain şarkı sözleri

TürPop
Süre5:51
Orijinal dilहिन्दी
Görüntülenme1K
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
raatein dhalti nahin din bhi nikalta nahin uski marzi bina patta hilta nahi rab jo chahe wahi to hona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai rab jo chahe wahi to hona hai rab jo chahe wahi to hona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai chhota sa ek ghar mila ghar mein mila hai pyaar mujko mila saugaat mein khushiyon ka sansar chhota sa ek ghar mila ghar mein mila hai pyaar mujko mila saugaat mein khushiyon ka sansar mera munna bada hi salona hai mera munna bada hi salona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai rab jo chahe wahi to hona hai rab jo chahe wahi to hona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai jeena hai hanske hamein jeevan ka har pal koi na jaane yahan kya ho jaaye kal jeena hai hanske hamein jeevan ka har pal koi na jaane yahan kya ho jaaye kal har khwaab yahan pe sanjona hai har khwaab yahan pe sanjona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai rab jo chahe wahi to hona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai aadmi khilona hai

Alka Yagnik sanatçısından daha fazla

Alka Yagnik →

İlgili şarkı sözleri