Ek Charraiya
हिन्दी

Ek Charraiya şarkı sözleri

TürPop
Süre4:47
Orijinal dilहिन्दी
Görüntülenme38
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
ek chiraiya ghonsle ko chhod udd udd jaaye aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye ik chiraiya ghonsle ko chhod ud ud jaaye aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye tinka tinka kar batora aur banaaya ghar par samay ki barishon ne kar diya beghar kar diya beghar, kar diya beghar oh musafir dheer dhar aayega sooraj idhar kaahe bhaage, kaahe bhaage door jitna jaayega laut phir naa paayega kaahe bhaage, kaahe bhaage ek charraiya ko paraaya des kaise bhaaye gaaon ka peepal puraana yaad usko aaye tinka tinka kar batora aur banaaya ghar par samay ki barishon ne kar diya beghar kar diya beghar, kar diya beghar yeh jo asuan ki ladi beh rahi hai har ghadi tere aage, tere aage yaad rakh har mod par ek nayi subah khadi kaahe bhage, kaahe bhaage ik chiraiya aansuon se lad jhagad so jaaye raah pathreeli hai lekin hausla na jaaye tinka tinka kar batora aur banaaya ghar par samay ki baarishon ne kar diya beghar kar diya beghar, kar diya beghar

Arijit Singh sanatçısından daha fazla

Arijit Singh →

İlgili şarkı sözleri