Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein
MS

Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein şarkı sözleri

TürPop
Süre3:45
Orijinal dilMS
Görüntülenme2.7K
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai muthi Mein Hai Taqdeer Humari muthi Mein Hai Taqdeer Humari humne Kismat Ko Bas Mein Kiya Hai bholi Bhaali Matwaali Aankho Mein Kya Hai aankhon Mein Jhoome Umeedon Ki Diwali aankhon Mein Jhoome Umeedon Ki Diwali aane Wali Duniya Ka Sapna Saja Hai nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai bheek Mein Jo Moti Milega Loge Ya Na Loge zindagi Ke Aansuyon Ka Bolo Kya Karoge bheek Mein Jo Moti Mile To Bhi Hum Na Lenge zindagi Ke Aansuyon Ki Mala Pehne Ge mushkilon Se Ladhte Phirte Jeene Mein Maza Hai nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai humse Na Chhuhpaayo Baccho Humein To Bataayo aane Wali Duniya Kaisi Hogi Samjhaayo aane Wali Duniya Mein Sab Ke Sar Pe Taj Ho na Bhookon Ki Bheedh Hogi na Dukhon Ka Raj Ho badle Ga Zamana Yeh Sitaaron Pe Likha Hai nanhne Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai

Asha Bhosle sanatçısından daha fazla

Asha Bhosle →

İlgili şarkı sözleri