Jeena Jeena
हिन्दी

Jeena Jeena şarkı sözleri

TürFolk
Süre3:50
Orijinal dilहिन्दी
Görüntülenme4.4K
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
dehleez pe mere dil ki jo rakhe hain tune kadam tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena kaise jeena haan seekha maine jeena mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na seekha jeena tere bina humdum dehleez pe mere dil ki jo rakhe hain tune kadam tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan sikha maine jeena jeena kaise jeena haan sikha maine jeena, mere humdum na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena na sikha jeena tere bina humdum sachchi si hain ye taareefein dil se jo maine kari hain sachchi si hain ye taareefein dil se jo maine kari hain jo tu mila to saji hain duniya meri humdum o aasma mila zameen ko meri aadhe aadhe poore hain hum tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena haan seekha maine jeena, mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na seekha jeena tere bina humdum

Atif Aslam sanatçısından daha fazla

Atif Aslam →

İlgili şarkı sözleri