Sajni
SW

Sajni şarkı sözleri

TürPop
Süre5:20
Orijinal dilSW
Görüntülenme547
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

SW
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Main teri aankhoon mein rehta hoon tujhe pata na chale tere har pal mein gujra hoon tujhe pata na chale Kare toh phir kya kare tere bin kaise jiye aaaaankhoon mein pyaar liye bolo kahaan kahaaaan phire Khafa to hum bhi hai tum bhi ho humein pata na chale judai ka mujhe gham bhi hai koi aisi khata na karein Kare toh phir kya kare tere bin kaise jiye aankhoon mein pyaar liye bolo kahaan kahaan phire Sajni paas bulao na ki dil aaj toota hai aaj toota hai sajan maan jao na ki woh aaj rootha hai aaj rootha hai koi use aaj manaye na Jaane ja dil tujhe hi chaaahe na oooh ooo ooo ooo oooo oooo Humein dil se bhulao na yehi ab kehna hai ab kehna hai tum paas aaoona aaoonnaaaaaaa Dere nare dere na na re.... (Sajni paas bulao na Sajan maan jaona Sajni paas bulao na) Sajni paas bulao na ki dil aaj toota hai aaj toota hai sajan maan jao na ooo ooo oooo wooo ooo oo

Jal sanatçısından daha fazla

Jal →

İlgili şarkı sözleri