Chaudhary (feat. Yohani, Mame Khan)
SW

Chaudhary (feat. Yohani, Mame Khan) şarkı sözleri

TürAlternativo Indie
Süre4:55
Orijinal dilSW
Görüntülenme1.9K
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

SW
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
luk chhup na jao ji mujhe daras dikhao ji aji kyun tarsate ho zara shakal dikhao ji teri shararat sab jaanu main chaudhary dil ka khel hai panga seedha keh rahi mere dil mein bas gaye ho tumhi tum chanda aur main chandni daaman mein baandh ke yeh khushi arre jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom mere dil mein bas gaye ho tumhi tum chanda aur main chandni daaman mein baandh ke yeh khushi arre jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom kesariya balam oh mhaara deed karaao deed karaao kesariya balam oh mhaara luk na jaao chhup na jaao moh re liya tune kaisa khela daanv dele re jiya chadha aisa tera chaav ho tujhse basa hai yeh jo dil wala gaanv is kadar hua hai yaara tujhse lagaav teri shararat sab jaanu main chaudhary dil ka khel hai panga seedha keh rahi mere dil mein bas gaye ho tumhi tum chanda aur main chandni daaman mein baandh ke yeh khushi are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom ho mere dil mein bas gaye ho tumhi tum chanda aur main chandni daaman mein baandh ke yeh khushi are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom kajrari aankhon wala jaadu chadha hai hosh tujhe dekh uda uda uda hai bin tere jeena yaara feeka feeka hai ishq wala mantar seekha seekha seekha hai teri shararat sab jaanu main chaudhary dil ka khel hai panga seedha keh rahi mere dil mein bas gaye ho tumhi tum chanda aur main chandni daaman mein baandh ke yeh khushi are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom ho mere dil mein bas gaye ho tumhi tum chanda aur main chandni daaman mein baandh ke yeh khushi are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom kesariya balam oh mhaara deed karaao deed karaao kesariya balam oh mhaara luk na jaao chhup na jaao

Jubin Nautiyal sanatçısından daha fazla

Jubin Nautiyal →

İlgili şarkı sözleri