Duniya Ka Mela
NL

Duniya Ka Mela şarkı sözleri

TürInstrumental
Süre3:48
Orijinal dilNL
Görüntülenme1.3K
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

NL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Duniya Ka Mela Mele Mein Ladki Ladki Akeli Shanno Naam Uska Duniya Ka Mela Mele Mein Ladki Ladki Akeli Shanno Naam Uska Gaal Uske Gulabi Chaal Uski Sharaabi O Babu O Lala Sabko Salaam Uska Duniya Ka Mela Mele Mein Ladki Ladki Akeli Shanno Naam Uska Tauba O Meri Tauba Karte Hai Sab Ishaare Tauba O Meri Tauba Kiski Taraf Woh Dekhe Aashiq Hai Uske Saare Kiski Taraf Woh Dekhe Sabki Aankhon Mein Sabke Sabko Dekhe Woh Haske Sabka Dil Behlana Jo Thehra Naam Uska Duniya Ka Mela Mele Mein Ladki Ladki Akeli Shanno Naam Uska Kehte Hai Log Uski Jaadubhari Hai Baaten Kehte Hai Log Uski Aankhon Mein Har Kisiki Katne Lagi Hai Raaten Aankhon Mein Har Kisiki Neend Uski Udaaye Chain Uska Churaye Aajkal Shehar Mein Hai Charcha Naam Uska Duniya Ka Mela Mele Mein Ladki Ladki Akeli Shanno Naam Uska O Babu O Lala Sabko Salaam Uska Duniya Ka Mela Mele Mein Ladki Ladki Akeli Shanno Naam Uska

Lata Mangeshkar sanatçısından daha fazla

Lata Mangeshkar →

İlgili şarkı sözleri