Dard (feat. Jeet Ganguly)
हिन्दी

Dard (feat. Jeet Ganguly) şarkı sözleri

TürPop
Süre5:18
Orijinal dilहिन्दी
Görüntülenme190
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
main dardon ko paas bitha kar hi soun main dardon ko paas bitha kar hi soun jo tujhe lagta baarish hai wo main hoon jo roun jo tujhe lagta baarish hai wo main hoon jo roun main dardon ko paas bitha kar hi soun khushiyon se milna bhool gaye tum itna kyun humse door gaye koi kiran ik din aayegi tum tak humko leke jaayegi main raah pe aankh bicha ke hi soun main raah pe aankh bicha ke hi soun jo tujhe lagta baarish hai wo main hoon jo roun jo tujhe lagta baarish hai wo main hoon jo roun main dardon ko paas bitha kar hi soun pankh agar hote udd ke chala main aata rukta na ek pal qaid ye kaisi khuda saans bhi roothi hai seene mein aaj kal aaj kal, aaj kal, aaj kal aaj kal, aaj kal, aaj kal main dardon ko paas bitha kar hi soun main dardon ko paas bitha kar hi soun jo tujhe lagta baarish hai wo main hoon jo roun jo tujhe lagta baarish hai wo main hoon jo roun main dardon ko paas bitha kar hi soun

Sonu Nigam sanatçısından daha fazla

Sonu Nigam →

İlgili şarkı sözleri