Kyon Ki Itna Pyar
SL

Kyon Ki Itna Pyar şarkı sözleri

TürAlternativo Indie
Süre4:58
Orijinal dilSL
Görüntülenme1.2K
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

SL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar tumko karte hain ham - 2 kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar tumko karte hain ham hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo fikar kar lo kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar tumko karte hain ham tune o jaana deewana kiya hain deewana kiya is kadar - 2 chahat mein teri bhulaya jahaan ko na dil ko kisiki khabar - 2 rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo fikar kar lo kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar tumko karte hain ham tumse hain saansein tumse hain dhadkan tumhise hain deewangi - 2 rab ne hame di hain tumhare liye zindagi tumhare liye zindagi wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo fikar kar lo kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Udit Narayan sanatçısından daha fazla

Udit Narayan →

İlgili şarkı sözleri