Teri In Adaaon Ne
SL

Teri In Adaaon Ne şarkı sözleri

TürAlternativo Indie
Süre5:21
Orijinal dilSL
Görüntülenme258
AaOkuma ayarları
Metin boyutu 18

Orijinal sözler

SL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Teri in adaaon ne Teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya Jeeye hum kis tarah jaanam - 2 Jeena hi mushkil kar diya Teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya Jeeye hum kis tarah jaanam Jeena hi mushkil kar diya Teri in adaaon ne Zulfon mein tera chehra hai jaanam Chaand badli mein jaise Tu muskuraaye to maine jaana Phool khilte hain kaise O jaane jaan, sharma na aise Mujhse nazar chura na aise Teri in adaaon ne Haai, teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya Jeeye hum kis tarah jaanam - 2 Jeena hi mushkil kar diya Teri in adaaon ne Tere badan ki mastaani khushboo Pyaar dil mein jagaaye Har khwaab mera ho jaaye sachcha Tu jo baahon mein aaye Dil ki lagi dikhaaoon tujhko Aa pyaar main sikhaaoon tujhko Teri in adaaon ne Haai, teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya Jeeye hum kis tarah jaanam - 2 Jeena hi mushkil kar diya Teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya Jeeye hum kis tarah jaanam Jeena hi mushkil kar diya Teri in adaaon ne

Udit Narayan sanatçısından daha fazla

Udit Narayan →

İlgili şarkı sözleri