Aapki Mehki Hui Zulf
Turkish

Aapki Mehki Hui Zulf lyrics

GenreClassico
Duration2:53
Original languageTurkish
Views344
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

TR
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
y: aap ki madbhari aankhon ko kanval kehte hain l: main to kuchh bhi nahi tum ko haseen lagati hu l: is ko chahat bhari nazaro ka amal kehte hain y: ek ham hi nahi sab dekhane vaale tum ko y: sang-e-marmar pe likhi shokh Gazal kehte hain l: aisi baatein na karo jin ka yaqeen mushkil ho l: aisi taarif ko niyat ka Khalal kehte hain y: meri taqadir ki tum ne mujhe apna samjha l: meri taqadir ki tum ne mujhe apna samjha y, l: is ko sadiyo ki tamannaao ka phal kehte hain - 2

More from Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

Related lyrics