Koi Gaata Main So Jaata
German

Koi Gaata Main So Jaata lyrics

GenreClassico
Duration5:02
Original languageGerman
Views350
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

DE
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
koi gaata main so jaata - 2 sansriti ke vistrit saagar mein sapanon ki nauka ke andar dukh sukh ki laharon mein uth gir bahata jaata, main so jaata aankho mein lekar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sar godi mein rakh sahalaata, main so jaata mere jivan ka kaaraajal mere jivan ka haalaahal koi apane svar mein madumay kar doharaata main so jaata koi gaata main so jaata

More from Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

Related lyrics