Jaana Zindagi Se Na Jana
TL

Jaana Zindagi Se Na Jana کے بول

صنفPop
دورانیہ5:15
اصل زبانTL
مناظر248
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

TL
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar zameen hain kya jo tu kahe main chand pe tere saath chalu o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar tum dur ho hazar gum tum pass ho to mujhe hai khushi o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen jaana ho o o jaana

Abhijeet کے مزید گیت

Abhijeet →

متعلقہ بول