Neendon Mein Khwaabon Ka Silsila
EO

Neendon Mein Khwaabon Ka Silsila کے بول

صنفPop
دورانیہ5:36
اصل زبانEO
مناظر220
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

EO
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
khwaabon mein yaadon ka silsila mili jab se tumse, khud se juda ho gaye khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye jaage jaage aankhon ne, dekhe khwaab tumhare hi deewane, tumhare huye jabse hai hum sabe yaar humse dekho, khafa ho gaye khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye hum tum roz mile jalne wale jale bahut khoob ho tum oo mehboob humdum hum tum roz mile jalne wale jale mile jo hume tum mita dil ke har ghum khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye sab yaar humse dekho, khafa ho gaye jab tum door rahein dil bhi tum dil mein rahein bahut tumko chaaha humesha he hardam jab tum door rahein dil bhi tum dil mein rahein yeh baat aa raha sanam khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye sab yaar humse dekho, khafa ho gaye mili jab se tumse, khud se juda ho gaye jaage jaage aankhon ne, dekhe khwab tumhare hi deewane tumhare huye jabse hai hum sabe yaar humse dekho, khafa ho gaye khuda ki kasam, tumpe fida ho gaye neendon mein khwaboon ka silsila khwaabo mein yaadon ka silsila

Abhijeet کے مزید گیت

Abhijeet →

متعلقہ بول