Ek Ladki Jo Deewaani Si Hai
SQ

Ek Ladki Jo Deewaani Si Hai کے بول

صنفWorld Music
دورانیہ5:18
اصل زبانSQ
مناظر193
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

SQ
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Ek ladki jo deewaani si hai sach hai magar woh kahaani si hai aisi hasi dilnashi naajani aur kahin kasam se nahi hmm kasam se nahi, kasam se na sabse khubsurat hai woh, jinda koyi murat hai woh nahi yeh usako pata hai, usaki niraali ada hai naaj aisa kahin kasam se nahin, kasam se nahin ek ladki jo deewaani si hai sach hai magar woh kahaani si hai aisi hasi dilnashi naajani aur kahin aisi waisi jaisi bhi ho, koyi toh ishaara karo itani si yeh iltaja hai tujhase umidein wafa hai saaj aisa kahin kasam se nahin, kasam se nahin ek ladki jo deewaani si hai sach hai magar woh kahaani si hai aisi hasi dilnashi naajani aur kahin kasam se nahin, kasam se nahin, kasam se nahin

Adnan Sami کے مزید گیت

Adnan Sami →

متعلقہ بول