Aaj Ki Raat
GL

Aaj Ki Raat کے بول

دورانیہ4:06
اصل زبانGL
مناظر1.4K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

GL
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Hoo Hoooo... Aaj kya baat hai dunya ke nazare khush hain Aaj kya baat hai dunya ke nazare khush hain Baagh main phool aasman mein sitare khush hain Mat jaaa.. Mat jaa.. Mat jaaa.. Mat jaa.. Aaj ki raat na jaa Dorti rag rag mein hai betaab muhabbat teri Ankh ke parde per lehrati hai... Ankh ke parde per lehrati hai soorat teri Mat jaa.. Aaj ki raat na jaa Tujh bin lagey ga na mora jiya... Tujh bin lagey ga na mora jiya... Aaj ki raat na ja Har rang husn-o-ada andaz hai murat uski Har sher mein uske keh jaati hai Her sher mein uske keh jati hai baat sabhi Mat jaa Aaj ki raat na jaa Tujh bin lagey ga na mora jiya... Tujh bin lagey ga na mora jiya... Aaj ki raat na ja Raat na ja.... Raat na ja

Ahmed Jahanzeb کے مزید گیت

Ahmed Jahanzeb →

متعلقہ بول