Bulbul Ne Bhi (feat. Mohammed Aziz)
SQ

Bulbul Ne Bhi (feat. Mohammed Aziz) کے بول

صنفPop
دورانیہ4:56
اصل زبانSQ
مناظر722
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

SQ
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Ho ho ho ho sajna mere sajna bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz chaahat ke parwaane hain aashiq apna naam hum ko tadapane se hi milta hain aaraam anjaam khuda jaane achchha toh hain aaghaaz jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz dil ke lahuse likh di humne prem kahaani tere hawaale kar di apni yeh jindagaani afsaana likhe humne leke naye alfaaz jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz rangon ka hain mausam khushbu ke hain mele aake gale lag jao abb kyo rahenge akele sach hain nahi bajta sargam ke bina saaj jis dard se tum humko diya karte ho aawaz bechain moghabbat ka kya khub hain andaaz jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Alka Yagnik کے مزید گیت

Alka Yagnik →

متعلقہ بول