Mera Mann Kyun Tumhe Chahe (feat. Udit Narayan)
Türkçe

Mera Mann Kyun Tumhe Chahe (feat. Udit Narayan) کے بول

صنفPop
دورانیہ3:29
اصل زبانTürkçe
مناظر730
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

TR
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Kaisi ye deewangi kasia ye deewanapan Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Main deewani ban gayi tumne aisa kiya Meri neendein looti chein bhi mera liya Mera dil meri jaan ho Tum abhi nadaan ho Ishq se anjaan ho Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Pyaar kehte hain kisey hota hai ye dard kya aaj pehli baar ye maine jaana dilruba Jaagi jaagi so gayi kis jahan mein kho gayi Kya se kya main ho gayi Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Kaisi ye deewangi kasia ye deewanapan Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Mera mann Ho mera mann

Alka Yagnik کے مزید گیت

Alka Yagnik →

متعلقہ بول