Shikva Karoon Ya Shikayat
Français

Shikva Karoon Ya Shikayat کے بول

صنفPop
دورانیہ6:13
اصل زبانFrançais
مناظر529
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

FR
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
shikava karoon yaa shikayat karoon par mai tujhi se mohabbat karoon par mai tujhi se mohabbat karoon baagi banoon ya bagaavat karoon baagi banoon ya bagaavat karoon par main tujhi se mohabbat karoon par main tujhi se mohabbat karoon mohabbat mein aksar ladaai hui hai magar naa kabhi bhi judaai hui hai mohabbat mein aksar ladaai hui hai magar naa kabhi bhi judaai hui hai saare jahaan ke sitam mujhko de de aaja sanam apne gham mujhko de de khaake kasam mai kehti hoon sanam tumse pahli baar nafarat karoon yaa adaavat karoon nafarat karoon yaa adaavat karoon par main tujhi se mohabbat karoon par main tujhi se mohabbat karoon mujhko bhi aataa hai vadaa nibhana tere liye chhod dunga zamanaa mujhko bhi aataa hai vada nibhana tere liye chhod dunga zamanaa mai bhi nibhaaugi chahat ki kasamein tod doongi saari duniyaa ki rasmein khushiyan mile ya pyar me chahe gham honge juda ham na yaar ruthoon yaa tujhse sharaarat karoon ruthoon yaa tujhse sharaarat karoon par main tujhi se mohabbat karoon par main tujhi se mohabbat karoon shikava karoon yaa shikayat karoon par main tujhi se mohabbat karoon baagi banoon yaa bagaavat karoon par main tujhi se mohabbat karoon

Alka Yagnik کے مزید گیت

Alka Yagnik →

متعلقہ بول