Yeh Pyaasi Mohabbat
MI

Yeh Pyaasi Mohabbat کے بول

صنفPop
دورانیہ5:47
اصل زبانMI
مناظر644
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani jhuki Hui Hei Raat Ye ruki Hui Hei Baat Ye yeh Chaandni Raat Aage Chale ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani jhuki Hui Hei Raat Ye ruki Hui Hei Baat Ye yeh Chaandni Raat Aage Chale ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale kab Kaun Jaane Kahan Chala Jaaye mausam Yahan Se Vahan Chala Jaaye aisa Na Ho Ye Sama Chala Jaaye oh, Kab Kaun Jaane Kahan Chala Jaaye mausam Yahan Se Vahan Chala Jaaye aisa Na Ho Ye Sama Chala Jaaye jhuki Hui Hei Aankh Bhi ruki Hui Hei Saans Bhi kuch To Mulaaqaat Aage Chale ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani bole Ye Nazar Ye Zubaan Chali Jaaye yeh Dil Gaya Ab Ye Jaan Chali Jaaye door Door Tak Ye Daastaan Chali Jaaye oh, Bole Ye Nazar Ye Zubaan Chali Jaaye yeh Dil Gaya Ab Ye Jaan Chali Jaaye door Door Tak Ye Daastaan Chali Jaaye jhuka Hua Hei Aasmaan ruka Hua Hei Ye Jahaan saara Jahaan Saath Aage Chale ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale yeh Pyaasi Mohabbat, Ye Pyaasi Jawaani adhuri Adhuri Ye Dil Ki Kahaani jhuki Hui Hei Raat Ye ruki Hui Hei Baat Ye yeh Chaandni Raat Aage Chale ho, Kuch Pyaar Ki Baat Aage Chale

Alka Yagnik کے مزید گیت

Alka Yagnik →

متعلقہ بول