Le Gayi Le Gayi
Türkçe

Le Gayi Le Gayi کے بول

صنفPop
دورانیہ5:33
اصل زبانTürkçe
مناظر1.7K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

TR
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Mujhko hui na khabar, chori chori chhup chhupkar Mujhko hui na khabar, chori chori chhup chhupkar Kab pyaar ki pehli nazar haai Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Mujhko hui na khabar, chori chori chhup chhupkar Kab pyaar ki pehli nazar haai Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Pyaar ki pehli pehli is aankh micholi mein, haai Pyaar ki pehli pehli is aankh micholi mein Bin soche jaa baithi main nainon ki doli mein Ab lagta hai mujhko darr, chori chori chhup chhupkar Kab pyaar ki pehli nazar haai Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Oh, bikhri bikhri zulfein, yeh baheki baheki chaal Bikhri bikhri zulfein, yeh baheki baheki chaal Haal yeh mera dekhenge, poochhenge log sawaal Ab jaaoon main kaise ghar, chori chori chhup chhupkar Kab pyaar ki pehli nazar haai Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Mujhko hui na khabar, chori chori chhup chhupkar Kab pyaar ki pehli nazar haai Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi Le gayi le gayi, dil le gayi le gayi

Asha Bhosle کے مزید گیت

Asha Bhosle →

متعلقہ بول