Pehle Bhi Jite The Magar
GL

Pehle Bhi Jite The Magar کے بول

صنفPop
دورانیہ3:24
اصل زبانGL
مناظر233
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

GL
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Pehle bhi jite the magar jabse mili hai zindagi sidhi nahi hai dur tak ulajhi huyi hai zindagi achchhi bhali thi dur se jab paas aai kho gayi jismein na aaye kuch nazar wo roshani hai zindagi har raasta anjaan sa, har phalsafa naadaan sa sadiyon puraani hai magar har din nai hai zindagi mitti hawa ban kar udi ghoomi phiri waapas mudi kabaro pe qatabo ki tarah likkhi huyi hai zindagi

Asha Bhosle کے مزید گیت

Asha Bhosle →

متعلقہ بول