Rula Ke Gaya Ishq
TL

Rula Ke Gaya Ishq کے بول

دورانیہ4:17
اصل زبانTL
مناظر485
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

TL
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
kaash tu mere haq mein hota banke yaqeen shaq mein hota par aisa huwa nahin tu hai meelon door kahi tere sang pal do pal ko hasna jo chaha to rula ke gaya ishq tera ke maane nahi dil ye mera kaise chup main karaaun, ve yaar bichhda mila de koyi, somebody aankhaan raundiyan zaar zaar hansa de koi, rula ke gaya ishq tera ke maane nahi dil ye mera kaise chup main karaaun ve khaabon se zyada aansuon se dosti kar baithe jeene ki khahish mein lamha lamha mar baithe tu aise juda huwa, main raat tu subah huwa tujhpe main marta raha, tujhe yaad main karta raha bhula ke gaya ishq tera rula ke gaya ishq tera kaise chup main karaaun ve

متعلقہ بول