Dhadke Jiya
ID

Dhadke Jiya کے بول

دورانیہ5:31
اصل زبانID
مناظر532
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

ID
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
dekho zara… kitna haseen hai phir yeh sama… hai na… jee le zara ek pal mila jo tanhai ka hai na… vohi hasna hasana kuch kehe ke yun sharmana kuch baatein yunhi aankhon se hi kar jaana na chaand lagta hai ye chehra tak pe jaana ab aa gaye ho toh naa phir jaanaaa… yehi duaa… yun hi sadaa… oooohoo… tere liye… dhadke jiya… aahaa aaaa.. dhadke jiya… yeh raasta gum hoga yeh darr tumhe hai na mai aas paas hi kahin hoon itna yakeen toh hai na teri har aahat ka chup chupke peeche peeche aana mujhe tanhayi mai tera ek lamha de jaana shayad yeh lamha di phir khuda ka tere mere milne ka socha hai bahana haa…aaa… yehi duaa… yun hi sadaa… oooohoo… tere liye… dhadke jiya… aahaa aahaa dhadke jiya… oohhooo…. oohhoo.. palkein yun jhuki toh kuch hua tha yeh pal jaise ruk sa gaya tha mere sapnon mein bhi har baar tu aana ab aa jo gaye ho toh na phir jaana yehi duaa… yun hi sadaa… oooohhoo… tere liye… dhadke jiya… aahaa aaaa dhadke jiyaaa… dhadke jiyaaa… dhadke jiya…

Call The Band کے مزید گیت

Call The Band →

متعلقہ بول