Aye Dil Aye Deewaane
MS

Aye Dil Aye Deewaane کے بول

صنفClassico
دورانیہ3:38
اصل زبانMS
مناظر261
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
aye dil aye deewaane -3 aag laga li, kyon daaman mein o zaalim chahat ke bahaabe ayedil aye deewaane......... jurm nahin tha dil ka lagaana, samjha kab naadaan zamaana, ek nazar aur kitani baaten -2 ek khaamoshi laakh fasaane, aye dil aye deewaane......... ye to nahin hai teri manzil, door bahot hai apana sahil, armaanon ki naazuk kashti -2 lagi hai toofaan se takaraane aye dil aye deewaane.........

Geeta Dutt کے مزید گیت

Geeta Dutt →

متعلقہ بول