Gudiyaan Tujh Par Ik Pal
SQ

Gudiyaan Tujh Par Ik Pal کے بول

صنفWorld Music
دورانیہ1:38
اصل زبانSQ
مناظر308
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

SQ
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye - 2 waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 aisi chali haalaat ki aandhi bujh gayi mann ki jyoti - 2 armaano ki doriyaan tuti bikhar gaye sab moti tere ashkon ko maala mein - 2, kise pirona aaye, kise pirona aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 tera koi jor chale na iss duniya ke aage - 2 tujh par apana hukum chalaaye rasmo riwaaj ke dhaage teri majboori ko - 2, ghum ka bojh hi dhona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 sabne shor machaakar keh di apani apani baat - 2 baithi rahi ghaamosh si gudiyaan dil par rakh kar haath paar lagaana koi na jaane - 2, sabko dubona aaye, sabko dubona aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 kaash kabhi kaanoon ki devi aankh se patti kholein - 2 dekh ke sab insaaf karein woh sach ko baraabar tolein rasmon ke sang jajabon ko bhi - 2, use samona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2 gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

Jagjit Singh کے مزید گیت

Jagjit Singh →

متعلقہ بول